Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai đđ
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai đđ
Originally posted by: TrickyMind
Paras ka ego hurt hua hai .. mayur se insecure feel kar rahe paaye gaye paras đ
Jasso daktaar sahab ko kyu badnaam kar rahi hai.. daaktaar ne kab bola tu mayur ko muj se zyada time de rahi hai đ¤
angle banana chaah rahi hai daaktar ke saathđ Daaktar ka tashan đ
jas bilkul bb mey jaise beyakuf this abbhi bhi eisi hi hey
adat se majboor ye jas
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai đđ
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Originally posted by: TrickyMind
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
poora INDIA baat kar raha hai
jassu kaunse GOLE mein rehti haiđ¤Ł
Originally posted by: Chingaari
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Indeep ka rap -
Jo tu hass gayi muj ko jach gayi
Dil se keheta hu lagta hai tu fass gayi đ¤Ł
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai đđ
Isko bas kisi bhi tarah final tak pahunchane hai.
Daaktar sahab se bahut pange leta hai hoor ki pari ke defence mainđ
indip aur ballu bilkul bandar jaise lagta hey sorry for insulting monkeysđł
Jalota ko aise hi lota pakda diya hoga.. Tumne muje fassaya hai đ¤Ł