Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai 😂😂
🏏IPL 2026: LSG vs RR, 32nd Match, at Lucknow 🏏
🏏IPL 2026: CSK vs MI, 33rd Match, Wankhede Stadium, Mumbai🏏
Abhira is khandani gareeb..we get it
Day 3 of convincing Swathi & Gang
Roop Di Rani Song - Pati Patni Aur Woh Do
MUKTI IS ACCEPTED 22.4
Don 3 Legal Issue Updates
IPL Forum Members' Awards
Jawan 2 Updates
AbhiShan Bromance 💙🧡
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai 😂😂
Originally posted by: TrickyMind
Paras ka ego hurt hua hai .. mayur se insecure feel kar rahe paaye gaye paras 😂
Jasso daktaar sahab ko kyu badnaam kar rahi hai.. daaktaar ne kab bola tu mayur ko muj se zyada time de rahi hai 🤓
angle banana chaah rahi hai daaktar ke saath😆 Daaktar ka tashan 😎
jas bilkul bb mey jaise beyakuf this abbhi bhi eisi hi hey
adat se majboor ye jas
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai 😂😂
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Originally posted by: TrickyMind
Jasso ne mayur pe daal diya pura blame .. maze toh woh bhi le rahi thi mayur k sath..
poora INDIA baat kar raha hai
jassu kaunse GOLE mein rehti hai🤣
Originally posted by: Chingaari
Mujhe bhi dara sehma sa chooha lagta hai
Katrina ki tarah blink karta hai punjab ki katrina ko iss liye hi bhaa gaya
Indeep ka rap -
Jo tu hass gayi muj ko jach gayi
Dil se keheta hu lagta hai tu fass gayi 🤣
Originally posted by: TrickyMind
Indeep muje hamesha dara hua hi lagta hai 😂😂
Isko bas kisi bhi tarah final tak pahunchane hai.
Daaktar sahab se bahut pange leta hai hoor ki pari ke defence main😆
indip aur ballu bilkul bandar jaise lagta hey sorry for insulting monkeys😳
Jalota ko aise hi lota pakda diya hoga.. Tumne muje fassaya hai 🤣