Ab mujhe yeh jan’na hai k Sid mic utar k Sana se kya baat karta hai coz game tou wo kabhi discuss nhn kartay tou aakhir kya discuss kartay hain 😈
Unke shaadi ke plans ban chuke hain. Remember when sana called sid husband and sid got frustrated and sana said cameras se phat ti kyun hai teri🤪🤣