Morning se hi usne soch liya tha ki usko poora footage chaiye 1 st wo bina baat ka paras ke saath fight karne laga jaha usko kuch nahi tha
Paras ne sabji banali thi chai bhi or Rashmi parataha bana rahi thi par aasim ko chaiye ki paras parataha bhi banaye
Phir Mahira se ulaj ne laga
Dusre din bhi same wahi fight ki or jab Vishal ne ise kaha ki mat kar to bhi nahi ruka even Rashmi ko bhi asim ka fight karna accha nahi lagaš² par wo lade jaa raha thaš
Phir sanchalak bana par fair nahi rahe paya par sid ne use accha dhoyaš
Sid jab uske face ke yaha gaya tab use hi hatna pada sid ke yaha seš bechare sukhi dndi ki tarah lag raha tha šor phir sid se uska kuch na ho paya to wo paras ko samjane chala gaya
Pura garden sid se dar ke yaha waha bhag raha tha
