Originally posted by: ..WitchGrave..
Haaan yaar ye competition ek din chodo . Banda kitna khus tha vo alag baat hain Umar pin maar ke jaane wala hain saayad auske balloon mein 🤣
I guess bada Bhai bhi tease Kar rha hai coz chote Bhai ne uski har baat ek kaan se sunkar doosre kaan ne nikal di 🤣🤣🤣