Originally posted by: tournesol
Ru to M: Ishrat e quatra hai dariya mein fanna ho jana
Dard ka hadh se guzarkar dawa ban jana
Agar tumhari nafrat beyhadh hai Maya, to meri mohabbat kuch kam nahi hai
(Shayari by Ghalib)
Maya: Mujhe pyaar ki nahi, junoon ki zaroorat hai