Vimmy bechari hamesha support karte aayi hai Sonakshi ko... Bas Sonakshi ko nahi pata ki Kya Kar Diya usne ...Rani ka asli chehra dekhegi tab pata chalega
Waise Yar Tanya is super smart .. itna kuch ho Raha hai ..lekin apna agenda poora karegi
@BOLD Tanya ka bhi Rohit aur Suman k tarah priorities set hai