Originally posted by: TrickyMind
Bagga arguing with shukla
Hamain ek ladka chahiye aagey badhne k liye aisa nahi hai.. aap ki yeh soch hai.. hum independent khel sakte hai..
Bagga to rash arhan- muje sid bol raha hai tum aarti arhan k sath angle bana lo.. game k liye achha hoga..
Angle banao Game khelne ke liye 😆 did she think real love wala angle banana hai 😆