Madam aap na apne utawalepan ko recharge mode pr daal lo
Kya hai na ki bahot kaam aane waala hai kuch dinon me😉
Kyun aisa kya hone wala hai?
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
🕊️ Asha Bhosle ~ Musical Karaoke Tribute 🎶
Madam aap na apne utawalepan ko recharge mode pr daal lo
Kya hai na ki bahot kaam aane waala hai kuch dinon me😉
Kyun aisa kya hone wala hai?
Originally posted by: chaaru26
Di woh nazar nahi aayi isiliye
Bholuram *kaan pakadhke*
Bohot zyaada bholuram
Chaaru Di aapko bhi nazar Nahi Aya tha na wo OS?😔
Mujhe yaad nahi🥺
Main bhi kabse yaad kar rahi hu, par yaad hi nahi aa raha😒
Kyun aisa kya hone wala hai?
Tumhari ek dili tamanna bohot jaldi puri hone waali hai
Of course 🤗
Originally posted by: TheGirlWhoLived
Labhya Di aapko bhi nazar Nahi Aya tha na wo OS?😔
Aye
Mere ko bilkul nazar aya tha
Aur maine padha bhi hai lekin reply nahi kr paya mai....
Su di aur sims diii ka collaboration to kya ek chhota sa scenario bhi miss krna mere liye paaap hai paaap
Acha me going now guys. Itni neend aa Rahi hai ki Chaaru Di ka UN bhi Labhya di ka lag Raha hai 🤣
I need some sleep. Good night 🤗
Originally posted by: TheGirlWhoLived
Acha me going now guys. Itni neend aa Rahi hai ki Chaaru Di ka UN bhi Labhya di ka lag Raha hai 🤣
I need some sleep. Good night 🤗
🤣
Hota hai hota hai prachi isi umar me hota hai...
Koi baat nahi.....
Have a goodnight sleep🤗