Originally posted by: SuperstarSEHAR
kiran sahas ka track kab end ho ga. almost 2 months ho gaye hain aur hum unwillingly yeh drama dekh rahy hain. manish ko better drama mil sakta hai. praghbir fans cooperative nahi hain. har time sahas cheap kehty rahty hain. bas aab aur nahi writers ko kaho pls manish ko chor dein. praghbir ko mila dain aur manish fans ko aur tang nahi karin.
.
Tumne Jo link diya tha insta account ka writer uncle ka, maine bhtt bola unko ki sahas ka track end kar do lekin wo man nahi rahe,. Vaise kal trp hi bateyega ki kya hoga aage,. Mata rani kare trp 0.4 hi Aa jaye 😋😋😋😋😋😋😋

