Originally posted by: WaqtZaya
I heard this guy's sher and i am mesmerized.
I so want Bajaj to be so
koi baat nahi:
Tu rukhsat hua toh kya hua,
koi baat nahi!
zamama musalsal khoobsurat hai,
badla kuch khaas nahi
khud ko kya sirf tere liye sawaruin?
kya meri khushi mere liye zaruri nahi?
faqt teri yaadon me ashq bahaun?
teri bewafai ki saza mai paun?
tu itna bhi zaruri nahi
Kissi ek shaqs ka qissa khatam hua toh kya hua
tujhe kya laga tere elava meri kahani me aur kirdaar nahi?
⁃ Raghav Bhutani
This very part
kya meri khushi mere liye zaruri nahi?
faqt teri yaadon me ashq bahaun?
teri bewafai ki saza mai paun?
tu itna bhi zaruri nahi
Kissi ek shaqs ka qissa khatam hua toh kya hua
tujhe kya laga tere elava meri kahani me aur kirdaar nahi?