Inke aandar kabhie kabhie Honda Saab ka aatma aajata Hai 🥳❤️😂
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
Inke aandar kabhie kabhie Honda Saab ka aatma aajata Hai 🥳❤️😂
Originally posted by: Akshananju
haayeee.......❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️
Aajkal ZEE5 bada khud daar ho gaya hai😎Naya naya photoshoot karwake Montage bana rahe hai which I am loving so much❤️
Originally posted by: Akshananju
Inke aandar kabhie kabhie Honda Saab ka aatma aajata Hai 🥳❤️😂
Honda Saab resides inside Jindal Saab😈Guddan ke taanom se bachne ke liye chup raha hai lekin mauka dekar chauka maarne ke liye baahar tapak padta hai jo inhone iss epi mein kia🤣
The whole security checking was FIREEEEE☺️☺️
inn dono se aur bhi pyar horaha😆❤️❤️❤️Originally posted by: SaruSenan
Aajkal ZEE5 bada khud daar ho gaya hai😎Naya naya photoshoot karwake Montage bana rahe hai which I am loving so much❤️
Originally posted by: Akshananju
inn dono se aur bhi pyar horaha😆❤️❤️❤️
ZEE5 was a hardcore Akshan shipper from start and inki aashiqui aajkal parwaan chad raha hai apne Akshan ke liye🥳
Originally posted by: SaruSenan
Honda Saab resides inside Jindal Saab😈Guddan ke taanom se bachne ke liye chup raha hai lekin mauka dekar chauka maarne ke liye baahar tapak padta hai jo inhone iss epi mein kia🤣
Woh bhi sahi hai 🤣
The whole security checking was FIREEEEE☺️☺️
Jindal Saab aag laga he dete hai 😂🔥🔥🔥
Originally posted by: SaruSenan
ZEE5's New Montage for Our Show
Kya lag rahe hai Hamare Akshan
*Kaala Teekas*
I so love this.... ❤️
Originally posted by: SaruSenan
Iss baat pe humein koi shaq bilkul na hai Ji☺️Pakka inka iraada yehi tha inke baatein saaf saaf bayan kar rahi thi☺️
kyunki sagai sahi se hogayi
hume lagta hai Jindal saab ne apna mansha pura kiya hai raat ko 😈
Humne socha inhe yaha chipka doon...
banta hai na ?
Jindal saab ka hawasir :
Kaafi waqt lag gaya banate hue....
Humari Jindal saab ko hawasir hua hai !
& kyunki hawasir is result of phisloing, iss liye socha yehi chipka dete hai 
So presenting symptoms of hawasir.....
Har chance pe haat becomes bekabu 

Aise aankhe gara ke dekhna...... 

The "toohhh..." sounded extra sexy 


Aise "ajeeb" tareeke se rokna 

Finally a "gyaani sarvagunn sampan" rasoiya become "murkh" security man 


Saranya ji ki "Isshwaa" 

ke saat khatam karte hai 
Saranya ji, voteing wale bhi add kar doh na...
along with the picture of their nomination picture displayed on ZRA stage....