Sid ke aage ke din, boore aayenge,.... Asim aur paras-Rashmi dono ke group ke aage ladte woh har dum,... nomination se thak jaayega,... aarti bhi toh, kahaan tak gaaliyaan khaa khaa kar Loyal rah sakegi ??
.
aaj ka Rash ke saath ka quarrel me, Sid kuchh jeeyada hi 3X times ( way more than needed ) aggressive raha, jo ki utna aggression jaroori nahin thaa,....
.
Bhau aaj, Phir Rashmi ko yeda banaa ne me dikha,.. " ki yahan kaise kasie log hai, aur kaise palti maarte hai,......" Jab ki kal Bhau ne,...
.
Rashmi ko , baahar nikla huaa bhai jaisa Arhan ki amnaut samaz kar, use save/safe-guard kar ne ka vaada kiya thaa,.... baad mein ,.. Rash ne bharosa kar, Bhau ko Nomination se bachaya,... magatr Bhau ne Rash ko nahin,.... aaj bhi Sid-Rash fight me, Bhau ne koi saath nahin diya ( Jo kal dinge maar raha thaa,... ) ! Rashmi shayad aaj bhi soch nahin payi ki,..... uus ne Bhau ko ek vote kal diya,... magar Bhau ne reciprocate kyun nahin kiya, jis ki vajah se, woh ek vote se haar gayi,..... aaj phir Bhau, Rash ko strong bol ke,..... khud ko Captain banaa ne ko chuna lagaata dikhayi diya,.... Lol.
.
Truly speaking, Bhau is revealed as a Most empty vessel.
" Dham Dham Dhol,.... maahein pol " - Chhotu, Kaayar bhi hai, darpok bhi, bol-bachan bhi,...aur spine-less joker bhi !
.
Edited by Himalaya10 - 6 years ago