Originally posted by: pyaar2012
Sadism is dukan ban chuki hai bhagu ! Beheno dekho hamari sanskari bhagu ko goli ki keere ne aisa kata ki wahiyad Ranes ko thank u bol rahi ho! Hum toh lut gaye barbad ho gaye ..Humari bahu hath se nikal gayi....
ab kya karu
3 mahine baad ye khushi hui hai
august se maang rahi thi
ab jaake pura hua mera sapna
nahi to imagine kar kar ke bahut bore ho gayi thiđ
main aapki sasu hoon
aap meri bahu hai