Originally posted by: opsora2090
matlab iyea prerna apne sharmas ko chorke baju ka sath degi ..cant wait.. situation samhal janeke badd , shuru kar de
Oppo this song
dil keh rahaa hai dil se
waadaa karo dil se
chaahe tum jahaan bhi jaana jaanam
meri yaad rakhna
oh meri yaad rakhna...
RB to pre... Yeh Kabhi hoga ni đ





