Abhi:Jab mein tumhare saath hota hoon na, to khud ka ehsas hota hai. Baakiyon ke saath woh Abhishek Prem Mehra hota hai jo woh log chahte hain. Tumhare saath woh wala hota hai, jo tumhe chahta hai, jo tumse pyar karta hai. 😭🤗😳
Pragya: Udhar dekhiye
Abhi: hath (adorably)
Pragya: udta hua karela...Pragya kisses him...
😳This is soooo cuteee...