Main bhi roungaa jee bhar ke, shaheed ho gaya dey apna, masoom logon ka yahi haal hota hai real main bhi aur bigboss main bhi, Kya muh dikhayega apne gharwalo ko, kitni umeede lagaye baithe honge ki bahu/ bhabhi leke ayega,😒Originally posted by: Chingaari
Important Announcement
11:30 IST onwards Sidharth dey AT mein ek shok sabha aayojit ki jayegi aap sab sa- adar nimantrit hain usmein