Originally posted by: Cute_Virgo
Bajaj ne abhi abhi confess kiya, unhone keh diya ke jo kuch bhi kiya unhone jaan kar kiya. Aur agar proof karsakte ho to karlo. Prerna ko agar bata sakte ho ke yeh sab kuch unhone kiya hai aur humari kahani ka villain woh hain to batao 😂
Villain bola 🤣
@bold: makers bari bari sabki le rahe hai 🤣


