Originally posted by: Jodha_Rani
Jaise Hume pata nahi ki hum sab kitne Pavitra soch wale zombies hai when it comes to Karan.☺️
Mere Ko laga Raha tha ki ye Bharathi pucca kiss karegi 🤣
may be start mein warning Mila tha ..kuch b kar woh wala kissyyapa nahi chahiye🤪
May be nahi to bharti aur control 🤣