Maine Kalyani malhar ki shaadi se show dekhna start kiya tha or mujhe wo scene aaj bhi yaad hai jab malhar shadi hone k baad Kalyani ko mandap me chhod k chala jata h kitne gusse me jata or fir bahut rota hai... or bolta hai dekho sampada tumne mujhe kya bana diya badla lene ke liye maine 18 saal ki ladki se shadi kar li ...
Wo scene me mujhe bhi rona aa gya tha...
Kitna toot ke roya tha
13