dimaag k ghode daudakar use kasht nhi degi apun coz mainu pata h ki mai jo bhi btaungi ya hm jo bhi sochenge...apne cvs uska ulta kuch bada out of the box hi denge....bs kuch hours ka intezaar uske baat ispe se parda hatega đ€ȘOriginally posted by: SaruSenan
Areeey humne main muddha toh ab tak discuss hi na kia yaarđ€ŁGuddan ke haath mein jo dabba tha uske ander kya ho sakta hai is the main muddha na?Chalo Main options de rahi huđAap apna apna chunav kar lijiye.....đ
A. Jindal Saab ke diye huye ab tak ke Hankysđ€Ł
B. Jindal Saab ke aur poore parivaar ke photos including Dadaji ka pics
C. Dadi Jindal ke Kanhaji
D. Jindal Saab ke diye huye Gifts jo Gudiya ek baar lauta chuke shyayad kuch reh gaya ho including confessions messagesđ
E. Apne dimaag ko dauda do and say ur options if u select "E" đ€Ș