Originally posted by: SaruSenan
Thank U Kajal for the LUš¤
Sherni ne kya dhoya hai aaj Aunty koš„³
"Guddan Warning leti nahi deti hai woh bhi poore interest ke saath.....Hamare iss gusse ko aap hamara warning samajh lijiyegaaa....."
"Issi jale huye haath se aapki zindagi rakh bana dungi....."

Sherni ne Kya strangle kia hai Aunty ke gale kaaaa......
Jhee baat SHERNI

Chudail tu aur tere ghar ki bhalayi jaap na rehne de humein sab patha tu toh teri shadow ki bhi sagi nahi haiš”
Akshan scene was chotu sa par I really loved that esp Guddan saying how they are ek duje ke malhamā¤ļø
Kal ke epi aane dijiye Mehendi lag hi jaayegi Apne Gudiya ke Haathom mein Hamare Jindal Saab ke naam ka woh bhi unhi ke haathom seš„³āŗļø
Zee5 Walom ne aaj chakka maara precap seš¤£TV pe kuch aur dikha diii & Idher Hamare Rawat Uncle ke haathom shubh kaam karwa diaaaš„³Welcome Back Rawat Uncleš¤