🏏IPL Match 9th GT vs RR at Ahmedabad 🏏
🏏IPL 2026 Match 8th DC vs MI at Delhi🏏
Celebrities at NMACC- Salman Ranveer Kajol SidKi. video page4
'Not Making It To Appease Indians' Ramayana Producer
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
Wild kids,wilder love life Erul Ahana TS
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
arey mujhe welcome bolke tum hi ja rahi ho
okay jaldi aana tab tak ke liye

Originally posted by: pranurosid
Sis ka dosth ko Mishtu kyun milna hain?sis ki wajah se aur kitni musibat leti hain Mishtu apni sar par😭
wahi toh. Sis ki wajah se mistu ko jhel na padta hai. Uska dost hai toh woh mile na. idiot. Aur police officer ko kya help chahiye hota hai.
Hi guys I'm back🤗
![]()
kya chal raha hai
Toofan aanewala hain Gattu naam ka
Originally posted by: pranurosid
Toofan aanewala hain Gattu naam ka
kya pata toofan banke aaraha hai yaa koyi farishta😉
kya pata toofan banke aaraha hai yaa koyi farishta😉
Hope for the best..Shayad iss ke wajah se sab ko MisHaan ke baare mein pata chale❤️
Originally posted by: pranurosid
Hope for the best..Shayad iss ke wajah se sab ko MisHaan ke baare mein pata chale❤️
haan ho bhi sakta hai
🙊🙊🙊🙊main +ve baatein karne lag gayi ye kaise hogaya😲

Was gattu introduced today? he knows our mishtu?