🤣 ab hi aise sharma raha hai shaadi ke bad kya higa iska
ab towel utarne ke liye aisa kra raha hai kal tho bada shower kene chala tha mishti ke saath🤣
Exactly. Kal toh bada shower me bula raha tha. Aur wo jab ghar me dekhne gaye the, tab toh bada "bedroom me toh hum" bolkar tease kar raha tha😅😂

