Shivji nhi saru ishita ke daamad aye hai bachane🤣
Woh Khud Shivji ke get up mein hai na🤣
Katrina's hair is hairing!!
Episode dtd 1.6
Don ko pakadna mushkil hi nahi……
Anupamaa 02 Jun 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
Ucha Lamba Kad Forever Song - Welcome To The Jungle
Episode dtd 2.6
Anupamaa 30,31May -01 Jun 2026 Written Update & Daily Discussions
Happy Anniversary 🎊
Tags for future cricket watches
What Happened To Janhvi Kapoor
Hai Jawani Toh Ishq Hona Hai 50% discount offer for first day ticket
Official Trailer - Bharat Bhhagya Viddhaata - Kangana Ranaut
Shivji nhi saru ishita ke daamad aye hai bachane🤣
Woh Khud Shivji ke get up mein hai na🤣
Shivji nhi saru ishita ke daamad aye hai bachane🤣
waha mein ishima ko antra ke roop mein dekhne ki baat kar rahi thi
Aur waha unka daamad shivji ban kar pohoch gaya 🤣
Originally posted by: captainplus
waha mein ishima ko antra ke roop mein dekhne ki baat kar rahi thi
Aur waha unka daamad shivji ban kar pohoch gaya 🤣
Saas ko bulaya damad aa gya🤣
TFS
Emotional scene Ko comedy Bana diya inlogon last mein😆
ishima🙏 ne apna aashirwaad bheja hai so delivery ke liye Apne damad Ko bheja Shivji ke roop mein🤣
Hospital intense scene ☺️
Akshat trying to suck poison from guddans foot
But comedy in the form of shivji (ishita damaad) 🤣Coming to save guddan 🤡😕
https://www.instagram.com/p/ByR2ymDBqB0/?igshid=viol0ui1vyl4
Tfs Ramona🤗
Intense turned into comedy in the form of ShivJi that too from melodramatic soap. 🤣🤣
And SBS added their own toye-toye bgm🤣
Originally posted by: captainplus
waha mein ishima ko antra ke roop mein dekhne ki baat kar rahi thi
Aur waha unka daamad shivji ban kar pohoch gaya 🤣
SaasuMaa ko banane chali thi aap sautan
Aur yaha toh ban gaya Damaad bhagwan🤣
Originally posted by: kavya1994
SaasuMaa ko banane chali thi aap sautan
Aur yaha toh ban gaya Damaad bhagwan🤣
wo ishima ka daamad hai & like Chit said, ishima ki ashirvaad ka delivery karne aaya hai...
So kya pata ye ishima ki taraf se Guddiya ko maa banne ka ahirvaad ho ? 😉
Originally posted by: captainplus
wo ishima ka daamad hai & like Chit said, ishima ki ashirvaad ka delivery karne aaya hai...
So kya pata ye ishima ki taraf se Guddiya ko maa banne ka ahirvaad ho ? 😉
Pehle Sarpon(snakes) ne aashirwaad Diya phir unke aaradhya ShivJi aaye aur uske baad ShivJi ki so called beti Manasa Devi(snake Goddess) bhi aashirwaad de ke jayegi toh Guddiya Ki fertility toh 100% sure hain.
Originally posted by: kavya1994
Pehle Sarpon(snakes) ne aashirwaad Diya phir unke aaradhya ShivJi aaye aur uske baad ShivJi ki so called beti Manasa Devi(snake Goddess) bhi aashirwaad de ke jayegi toh Guddiya Ki fertility toh 100% sure hain.
kya pata ye actually 300% ho jaye & mere Akshan ki triplets ka sapna pura ho jaye
Originally posted by: captainplus
kya pata ye actually 300% ho jaye & mere Akshan ki triplets ka sapna pura ho jaye
Is 300% mein kitne chotu Lalla ya choti Guddiya hain Genie yeh Bhi bata do, kya pata hame stalk Karne wale yeh bhi padh le aur yeh wish bhi puri Kar de😉