Originally posted by: dusk2dawn
🤣
Kya se kya ho gaya ACP
Kallu tere pyaar mein..🤣
Yeh kya apna ACP deewaar movie ka Amitabh Bachchan hai kya??😆
Ki jaise uske haath pe likhvaaya tha mera baap chor hai n
yeh likhva raha hai deshmukh khaandaan chor hai../
deshmukh khaandaan ki ladkiyaan bewafa hai..😆
Ya woh sonam gupta ki tarah Kalyani Rane bewafa hai..🤣
Kallu mere dil ki chor hai..☺️
Kallu rokegi usko
Mallu bolega -
M - jao Kalyani pehle sampu ki sign le ke aao divorce papers pe..n usko court mein submit karke aao aur mujhe sampu se chhutkaara dilaao..🤣
Jao Kalyani pehle aathu se shaadi ka mana kar ke aao.
Pehle apne baap se maai ka divorce kara ke kaka ki line clear karo..
Jao Kalyani Moksh ki full legal custody mere naam karke aao..
Tab mein tattoo nahi karvaunga..
🤣
Waah KalMa in deewaar..🤣
Raat ko dedh baje kaise kaise imaginations dimaag mein aa rahe hai..🤣
Hate kalma in deewar...
Kya mast comparison hai.... 🤣
Kallu bolegi mere paas papa hai, aai hai, athu hai, kaka hai, pillu hai aapke paas kya hai..
Mere pass tum ho kallu...tum.... 🤣
Haye re thr ke rwgistan ki vajah se mujhe bhi chemical locha ho gaya..... 🤣
13