Jo ladke, ladki se shaadi to karte hai. Per usse ek chij samjhte hai. To we eisa hi sochte hai. Jaisa sharad ne socha aur kaha. Uske liye naina sirf aur sirf use karne wali ek chij hai aur kuchh nahi. Use naina ki khushi se, uske adhikaar se. Uski marji se bhi koi matlab nahi hai. Aap sab samjh rahe hai na. Agar sharad ki shaadi naina se hoti hai. Wo naina ke saath kuchh bhi kar sakta hai. Bina uski marji ke..
Es show me jo kuchh bhi dikhaya ja raha, wo humare society ki sachchi hai.
Humare show me society ka asli chahra dikhaya ja raha hai..
Ek tarph sameer jaise ladke hai. Jo ladkiyo ki izzat karte hai. Jisne kabhi bhi naina ko itna pyaar hone ke baad bhi, 3 saal ke pyaar me kabhi bhi uska fayda nahi uthaya.
aur dusri tarph sharad hai. Jise abhi tak naina se na to pyaar hai. Na shayad kabhi honga. Lakin uske baare me wrong sochna bhi shuru kar diya. Ye jante hue bhi ki naina kbhi bhi usse pyaar nahi karengi. Kyoki uska vahvaar hi assa hai. Wo sirf shaadi ke karan mile adhikaar ka use kar ke kuchh bhi karna chahta hai. Bina naina ki marji ke.
Edited by Bhawna7 - 7 years ago