19/3 :
4.
Thodi bahut toh jahaan mein narazgi rahe
- Kabir
Mehnat ki loot sabse khatarnaak nahi hoti
Police ki maar sabse khatarnaak nahi hoti
Sehmi si chup mein jakad jaana bura to hai
sabse khatarnaak nahi hota
Ghar se nikalna kaam par
aur kaam se laut kar ghar aana
sabse khatarnaak hota hai
hamare sapno ka mar jaana
- Paash
Tamaam Log Farishte Hain Aadmi Hoon Main
2/5 :
Jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega.
- Bashir Badr
11/6 :
Tabhi Guru Gobind Singh naam kahawa
21/6 :
Is kinaare noch loon aur us kinaare noch loon
Ek do ka zikr kya saare ke saare noch loon
Phool ka khilna tha, ki dali hasi,
Kaun bedard cheen leta hai,
Mere phoolon ki bholi bhali hasi!