Kitni ajeeb baat hai na Chulbul
Maut Zindagi ka wo saya hai Jo har kadam zindagi ki saath chalta hai
Lekin Zindagi ko kabhi bhi, kabhi bhi maut ka khayaal tak nahi aata
Lekin aaj ... aaj jab maut ko itne kareeb se dekh raha hu na
tho samaj me aa raha hai saala Zindagi kya cheez hai
* ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ *
Kaisi baate kar rahe hai Omkaraji.
Jab tak sans hai tab tak aas hai
Toh phir insaan ko jeete ji kabhi bhi umeed chodni nahi chahiye