Originally posted by: Pentaminous
Haan aur main jo Pagloon ka elaaj karta hoon woh🤣..Tumto ho hi pagal...Pagloon ka elaaj karna bohut mushkil hai..🤣..Ajj sarah ne waise hi bohut tang kya hai..Dawai nahi kha rahi thi🤣
toh spoon se mouh khol kar gusedh dete🤣
Itni mushkiloon se khilai aur uru woh to mental hospital chor ker hi bhaag gayi hai jald hi kisi mental car main ayeghi🤣
Itni himaat aur woh bhi uru ki ab dekh uska ilaaj kaise hota hai🤣 arree uru apne hi Ghar se kyon bhag gayi???🤣
Aur Ika ka to poocho hi mut🤣
Kyon beta ji maine kya kiya???🤣 main toh tumko pagal bana kar layi thi🤣
BALAA HON MAIN BALAA
WOH BALAA JO SHEESHE SE PATHER TODH DE😉
Bholna mat😉😛