Yay Aaj NO ka b'day hain ..meri behna ka b day ka hain. Kuch acha ..eeehwala plan karti hoon usme liye.sab forum walo ke saath milke😉
Me- sabko inform kar diya chalo Ab hiyu ke ghar wahi sab mil rahe hain...
Hiya- heya krishu aagayi tu..acha hua jaldi aa ,anji aagayi hain..aur di bhi aagaye hain..
Me- haan par apne dusre forum wale kaha gaye jadli bulaa unhe..
Kunsh and kuku - hum aagaye...baaki sab kaha hain
ME - aur baaki sab kaha hain
Needa,kulasya MTA enters
All 3- hum bhi aagye
Hiyu- chalo jab ttak sunshine colony se sab log aate hain yeh jagah ko decorate karte hain...aur kuch plan karte hain..
Anji- kuch mast plan karte hain..hamari NO ke liye..
Kunsh- hum decorations start karte hain...
Kulasya- chalo bahut saara kaam baki hain..
All are decorating when...
Needa- areee sab gadbad hogaya
MTA ,me anji- kya hua needa ...
Needa- hum cake laana bhul gaye aur NO aati hi hogi Ab..???
Kuku- aur khanna woh toh bhul hi gaye
Hiyu- Ab kya kare hum...
When...
Varsha- khanna hum banakar laaye hain
Liza- aur yeh dekho man mein..NO ke liye uska fav..cake bannake laaya hain
Hemant- aur mein ne chacha ke saath milke khokhe kharide hain NO ke liye.
Kisko kuch samajh nahi aaya
Vasant- aeee gende khokhe kya hota hain haan..woh tofeh hoya hain. Yeh dekh woh tofhe haina ur woh khokhe hain..
Sharad- humne. NO ke liye mast mmm uska fav color ka dress liya hain ..lekin gift pack karna baaki hain
Manav- sharad mein help karta hoon mera bhi gift pack karna reh gaya hain
Bhavna- yeh bhairavi kaha hai??
Bhairavi- mein yaha hoon baa..yeh dekhiye
Bhavna- aeee chakudi yeh sab kya hain aur yeh tune kya banaya hain
Bhairavi- baa yeh ladoo hain..
Bhavna- lekin yeh blue color ka kaise banna
Bhairavi- baa mein ne iss mein food color daala hain
Bhavna- aree pan kyu
Bhairavi- baa ap hi boli thi kuch different banna toh mein ne blue color ka ladoo banna diya
Bhavna- aeee ben mere kehne ka matalb tha ki variety wala different khanna banna aur naki color change karna
Bhairavi- baa aap jhut mat boliye aapne saaf saaf kaha tha ki
Bhavna- ae daakan Ab yeh mat kehna ki matalb samjhane ka kya matalb baa
Everything is ready
Di- areee NO aagayi sab chup jaao
All hides
Hemant- heeein mein gayab hojaata hoon
Hemant becomes half invisible
Sharad- aeee hemant jaldi aa yaha sofa ke piche..
NO enters
NO- koi hain..areee kaha gaye sab..andhera kyu hain
Achanak
All- surprise
NO- oh my god...tum sabko yaad tha..Aaj mera b'day hain
All- haan
NO- yeh sab mere liye kiya...
All- happy birthday NO
NO happy ...
Anji- Ab zyada der mat kar jaldi yahaa aa tu..
NO- sunshine colony se sab aaye..mujeh vishwas nahi ho raha hain..mein sapna toh nahi dekh rahi..
Me- haan toh Ab vishwas karle meri behen..
Hiyu- ke tu sapna nahi dekh rahi
Kuku- haan..chal Ab aaja cake kaate hain
NO cutting cake
All- happy birthday ..to you happy birthday to you ..from old frnds and new ...
Wish you a very happy birthday NO
May God bless you with happiness, success and joyful life..
Enjoy your day
Edited by Krish58 - 9 years ago