isn't it a great news guys
credit goes to all the sadda haqians who were highly active in last week including myself😆😆
monday subah subah itna a66a news milgaya ,ab aur kya chahyie
bass bhagwan sei dua ki pura week a66ai jae
so iss khusi mei lets partyyy🥳🥳
Darwaaze ko kundi maaro
Koi na bach ke jaane paaye
DJ ko samjha do,
music ghalti se bhi ruk na jaaye
Thaka thaka jo feel kare wo jaake dou RedBull gatak le
Aur jisko dance nahi karna
Woh jaake apni bhains charaye
Bas aaj ki raat hai
Kal se wohi siyaape hain
Jee bhar ke naach lo
Na ghar waale na maape hain![]()
Sab pe apna raaz hai
Darne ki kya baat hai
Yeh toh bas shuruaat hai
(Yeh toh bas shuruaat hai)
Arey abhi toh party shuru hui hai..
Arey abhi toh party shuru hui hai..🥳🥳![]()