

"Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge Dehkoongi sochoongi kal parso kuch kahoongi Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge" |


"Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge Dehkoongi sochoongi kal parso kuch kahoongi Kehdo ki tum mere dil mein rahoge Kehdo ki tum mujhse dosti karoge" |
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread- 25th November, 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 26th Nov '25
VIDYA IN CHAIR🪑 26.11
🎄📚Book Talk December Reading Challenge & Christmas Reads📚
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Nov. 26, 2025 Episode Discussion Thread
Celina Jaitley files for divorce -accuses husband of DV
Mere pyare Baccho
Ekta Kapoor, tujhe kya ho gaya?
Unpopular Opinion: Gangubai is Bhansali's best work till date
SAASS & BAHUS 27.11
I Quitttttttt
BOI Article on Dharmendra - Legendary Actor of Indian Cinema
Ranveer to keep a low profile before Dhurandhar release
ManVik OS - by the poolside ;)
Anupamaa's new home in Mumbai !!!!
Out now - Ishq Jalakar - Dhurandhar new song.











Pal bhar thahar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
gar tum saath ho..
Agar tum saath ho
Behti rehti..
Nahar nadiya si teri duniya mein
Meri duniya hai teri chaahaton mein
Main dhal jaati hoon teri aadaton mein
gar tum saath ho
Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkein jhapakte hi din ye nikal jaaye
Bethi bethi bhaagi phirun
Meri taraf aata har gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
gar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazron mein hai tere sapne
Tere sapno mein hai naraazi
Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
(Agar tum saath ho)
Har gham phisal jaaye
(Agar tum saath ho)
Din ye nikal jaaye
(Agar tum saath ho)
Har gham phisal jaaye
Originally posted by: shreepatil.
Wow u make lovely AT. Congrats for the AT.