'So jao jaa ke. Subah soch lena jo sochna hai. Dimagh acha chale ga.'
'Hum aur kuch karein na karein, ek ghalti hamesha karte hein, ke tumahri madad karne pohnch jaate hein.'
'Hum tu yahan aaye they tumhe samjhane, magar tum tu humein he samjhane lag gayi, tu ab hum kya samjhayen gey.'
š