hey guys...mujhe samjh nahi aata kyon jise dekho veena aunty ko mamma pukarne lagta hai? onke pyare bete sujal ki kami shayad mahsus nahi hone dena chahte sab...sujal,rishi,kashish & sanjana ka onhe mamma kahna jayaz hai.tushar ka bhi mamma kahna samjh me aata hai,coz agar wo sujal hai toh ya phir kashish ko patane ke liye hi onhe mamma kahta hai toh thik hai na, par yeh varun???????apna bachchha khone ke baad wo veena ke samne rota hai toh onhe ek nai balki kai baar mamma bolta hai...kya reasons ho sakte hain???oski bhi memory chali gai ya sabki dekha dekhi veena aunty ko mamma kahna ose achchha lagne laga hai, ki jab sab bol rahe hain toh mai kyon pichhe rahun ya phir isliye ki wo oske step son roshan ki real grand mamma hai toh jahir hai iis riste wo varun ki mamma kahla sakti hai.....lol.....guys wat u think......???
Edited by abhi22 - 20 years ago