Originally posted by: Mithalee02
Thank you Heena jiAur aapke VM's ki toh main kya taarif karu ji bas yahi ki main dewaani hoon unki...aap jo songs select karte ho aur perfect editing,perfect scenes Haaye!!!😳... jabhi bhi time miley main toh bas aapke VM's dekhte baith jaati hoon...
Aaawww!!! Thank you very much Mithalee!! Kya karen, AshNi he (Ashu1 ya Ashu2), hamaara dil jeet liya ❤️ - VMs to banta hai boss 😃😉