Adi to Raman :Kya aap ghar aa sakte hain mujhe aapse kaam hai
Raman :theek hai beta main aata hoon
Now he reaches Ashok home
Shagun :kyu tum mere ghar ka jhaadu pota bartan aur kapde duo sakte hoon Aaj hamare ghar ke naukar nahi aaye
Before Raman could react
Adi comes and says :main apni maa ko yeh sab kaam karte nahi dekh sakta toh aap mere liye itna nahi kar sakte
Raman :theek hai anything for you beta
And Raman starts doing everything
Both Shagun and Ashok have a evil smirk
Ashok :Kya mast plan tha hamare ghar naukar nahi aane wale the toh Raman ko yeh sab karvane ke liye itna bada plan kiya mana padega tumhe Shagun
Shagun smiles villanously and says :dekhte jao main Kya Kya Karti hoon
3