Originally posted by: -ZaYalicious-
Zumar: Haneen, main tou ye samajhnay se kaasir hoon ke drama nigaar (playwright) ussi kirdaar (character) ko kyun maar deta hai jis ko hum sab se ziada pasand karte hain
Haneen: Nahin, unhe jis kirdaar ko maarna hota hai, usko pasand karne pe aap ko majboor kar dete hain.-Namal by Nimra AhmedSO TRUE. I have lost the count of how many favourite characters of mine have ended up dead in the most brutal way possible. These writers are so merciless at times.
Originally posted by: -ZaYalicious-
Salar ki zaban se jo pehla lafz nikla tha woh uska naam nahin tha, woh "Alhamdulillah" tha. Aur Imama ko pehli baar Alhamdulillah ka matlab samajh aya tha.
"The first word to come out of Salar's mouth was not her name, it was 'Alhamdulillah'. And for the first time, Imama understood the meaning of Alhamdulillah."-Aab e Hayat by you-know-who 😆
comment:
p_commentcount