Favorite dialogues/scenes? - Page 86

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

344.2k

Users

91

Likes

2.2k

Frequent Posters

Posted: 8 years ago
Jo mushkil mein aapko chor de usse doob marna chahiye
Zohab, Do Qadam Door Thay
OnlyHope thumbnail
Anniversary 19 Thumbnail Group Promotion 7 Thumbnail + 3
Posted: 8 years ago
"doob maro" my fav 😆
clockworknerd thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 8 years ago
"Har kaam phurti (hurry) mein karne walay Jihan Sikandar ki namaz bauhat pur-sukoon aur thehri (slow) hui thi."

-Jannat Ke Pattay by Nimra Ahmed

so random but I'm literally reading this book for the fourth time in a span of one year and this line still sounds beautiful <3
clockworknerd thumbnail
Anniversary 10 Thumbnail Group Promotion 4 Thumbnail
Posted: 8 years ago
"Baiton ki galtiyaan jaldi maaf kar di jaati hain. Salaib (rood) pe charhanay ke liye tou sirf betiyaan hoti hain."

"Insaan samajhta hai gunaah bhula dene se woh zindagi se khaarij (erase/remove) ho jatay hain. Magar esa nahin hota. Gunaah peecha karte hain. Woh arsay baad bhi apnay maalik se milne aa jaya karte hain. Gunaah qabar tak insaan ke peeche aa jatay hain. Uske gunaah bhi ek dafa phir uske saamne aa gaye thay. Unhon ne duniya ke hujoom (crowd) mein bhi apne maalik ko talaash kiya tha."

-Jannat Ke Pattay

I'm honestly a gone case when it comes to JKP. 😳
Dhani_ thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
"Mein Apni Bachion Ko Apni Zaat Per Mukamal Yakeen Kerke Jeena Sikhana Chahti Hun,
Unko Is Baat Ka Ehsaas Dilana Chahti Hun Ke Who Mukamal Insaan Hai, Kisi Se Kamtar Nahi"

"Auraat Hone Unke Liyeh Kabile Faqr Hai Na Ke Kaabil e Nadamat"

- Umama
(Daagh)
starstruckk thumbnail
Anniversary 14 Thumbnail Group Promotion 6 Thumbnail Engager 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago

Originally posted by: Dhani_

"Mein Apni Bachion Ko Apni Zaat Per Mukamal Yakeen Kerke Jeena Sikhana Chahti Hun,
Unko Is Baat Ka Ehsaas Dilana Chahti Hun Ke Who Mukamal Insaan Hai, Kisi Se Kamtar Nahi"

"Auraat Hone Unke Liyeh Kabile Faqr Hai Na Ke Kaabil e Nadamat"

- Umama
(Daagh)


I loved this line! It was so powerfully stated by Umama. The ending was awesome.
Posted: 8 years ago
kisi se na daro siwaye waqt ke...kyunki waqt hamesha ek sa nahi rehta

Bikhra Mera Naseeb
Dhani_ thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago

Originally posted by: starstruckk


I loved this line! It was so powerfully stated by Umama. The ending was awesome.

indeed the ending left huge impact.
and umama's final verdict was worth it.
truly great drama!!!
Dhani_ thumbnail
Anniversary 12 Thumbnail Group Promotion 3 Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 8 years ago
"insaan ko Naseeb se jyada dua par yakeen dua par hona chahiye. Sacche dil se ki gayi dua bekar nahi jaa sakti."

- Nani

(Sher E Zaat)


Posted: 8 years ago
Ab kuch nahi hoga...aapki dawa sirf aur sirf khushi hai

Ilyas, Preet Na Kariyo Koi 🤣
Top