Originally posted by: --Nida--
Saman has a very short role in the novel, it's more about Saba than any other character
Idk I still wish Sanam can do Saba...I have always imagined her in the crying scenes kind of similar to when Kiran see Mujtaba married with Danis
SS read this than you will probably understand Irtiza better
"Samun! Main ne na Zindagi mey kal tum sey jhoot bola tha aur na aj bolo ga. Tum meri zindagi me aney wali sub sey achi larki thin. Tum kisi aur duniya ki lagti thin. Kisi Pariyoun key deis ki shehzadi, jo rasta bhol kar hum insano ki duniya me agae thi. Samun! Aj mujhe yeh aetraf kar lene do key main ne tum sey tumhari khubiyoun ki wajah sey muhabbat ki thi.
Agar tum mey ye tamam khobiyan na hotein tou main kabhi tumhari muhabbat mey mubtila na hota, aur Saba? Saba mere liye kiya hai...???
Saba mujhe is liye achi lagti hai kyun kay wo Saba hai. Wo achi hai ya buri. Is mai khobiyan hain ya khamiyan, wo sahi hai ya ghalat, mey phir bhi is sey muhabbat karta hon. Tumharey sath dil ka rishta tha Samun, tou Saba key sath mera Rouh ka rishta hai. Ye muhabbat ka kon sa andaz hai mey nhi janti. Ye Ishq hai, ye junon hai. Ye kiya hai, Mujhe nahi maloom.''
comment:
p_commentcount