Posted:
ashar is sat with hareem whilst shes doing her homework. Khirad is sat there too. A wedding is being on tv. Hareem asks her dad if his and mums weddign was like this: "mama dulhan bani thee? , hareem shadi ki pictures dekhe gi " Ashar asks his mom where the old wedding album is and takes hareem with him to see the photos.
khirad is still sitting there. fareeda comes in and says " apni beti ko acha train kar ke liye ho purani yaadain taza karna chati ho. apni masoomiyat aur adaon c use pagal karna chahti ho "
Khirads answer: " acha howa mein ne apni beti ko khud train kiya. is ghar mein palii hoti tho ap ke tara jhooti hoti .. apne koon wala rishton ke kushiyan cheen lene wali hoti
Fareeda : tum sachi aur naik ho aur mein jhooti
Khirad: haan mein sachi hoon , isliye mera dil aur zameen mutmayeen hai . apki tarah Allah ne mere dil par mor nahi laga di . mein har roz raat ko chain ke neend soti hoon . apki tarah apni jhooti aana ke liye apne bachon ke zindagi barbaad nahi ki hai mein ne . aur nahi to kiya apne bayten ko nahi chora , sari zindagi us c jhoot bolti rahi.
fareeda : apni aukat mein rahao .. khizar ko la kar aisa scene create kar sakti hoon ...
khirad : jis ko bula na bulae. mein tab darti thee .. ab mein laanat bejti hoon aap par , apke is ghar par aur ab ke bayte par
* khiard then leaves *

comment:
p_commentcount