Originally posted by: .Fragrance.
I loved these closing dialogues by Vikram Singh... So beautiful and how true.. 👏
Cross posting :-Kuch waqt pehle tak Imaan Khan aur Sartaj Singh galat the, phir woh jagah Siddhant ne le li aur Siddhant ne jo kiya sirf ek bache ke liye kiya...Ek aise jhoot aur fareb ke behkawe mein aake kiya jisse woh saalon ki quaid ke baad mili do pal ki muskaan bhi samajh nahi paaya..Uski jung apne mulk se nahi thi, uski jung nafrat se thi, toh kya woh galat tha ??The people are not at war,the establishments are and who pays the price ?? Soldiers, their families, civilians..Sid anti India nahi that, par uski wajah se maasum jaanen gayin thi aur isi liye Sid ko ek hi label mila " Terrorist " Koi nahi janta yeh jung yeh jhagde kab rukenge ??Par mulk ki raksha ke liye Indian soldiers hamesha taiyaar the aur hamesha taiyaar rahenge..Shahadat pehle bhi hoti thi aage bhi hogi, POWs pehle bhi the age bhi honge, yahi sach hai na galat na sahi .. Sirf kora sach...
hats off to dialogue writer for such powerful lines . I loved each & every line Vikram said . So apt, true & touching .Originally posted by: .Fragrance.
I loved these closing dialogues by Vikram Singh... So beautiful and how true..👏
Cross posting :-Kuch waqt pehle tak Imaan Khan aur Sartaj Singh galat the, phir woh jagah Siddhant ne le li aur Siddhant ne jo kiya sirf ek bache ke liye kiya...Ek aise jhoot aur fareb ke behkawe mein aake kiya jisse woh saalon ki quaid ke baad mili do pal ki muskaan bhi samajh nahi paaya..Uski jung apne mulk se nahi thi, uski jung nafrat se thi, toh kya woh galat tha ??The people are not at war,the establishments are and who pays the price ?? Soldiers, their families, civilians..Sid anti India nahi that, par uski wajah se maasum jaanen gayin thi aur isi liye Sid ko ek hi label mila " Terrorist " Koi nahi janta yeh jung yeh jhagde kab rukenge ??Par mulk ki raksha ke liye Indian soldiers hamesha taiyaar the aur hamesha taiyaar rahenge..Shahadat pehle bhi hoti thi aage bhi hogi, POWs pehle bhi the age bhi honge, yahi sach hai na galat na sahi .. Sirf kora sach...
Originally posted by: .Fragrance.
I loved these closing dialogues by Vikram Singh... So beautiful and how true.. 👏
Cross posting :-Kuch waqt pehle tak Imaan Khan aur Sartaj Singh galat the, phir woh jagah Siddhant ne le li aur Siddhant ne jo kiya sirf ek bache ke liye kiya...Ek aise jhoot aur fareb ke behkawe mein aake kiya jisse woh saalon ki quaid ke baad mili do pal ki muskaan bhi samajh nahi paaya..Uski jung apne mulk se nahi thi, uski jung nafrat se thi, toh kya woh galat tha ??The people are not at war,the establishments are and who pays the price ?? Soldiers, their families, civilians..Sid anti India nahi that, par uski wajah se maasum jaanen gayin thi aur isi liye Sid ko ek hi label mila " Terrorist " Koi nahi janta yeh jung yeh jhagde kab rukenge ??Par mulk ki raksha ke liye Indian soldiers hamesha taiyaar the aur hamesha taiyaar rahenge..Shahadat pehle bhi hoti thi aage bhi hogi, POWs pehle bhi the age bhi honge, yahi sach hai na galat na sahi .. Sirf kora sach...
comment:
p_commentcount