Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana
Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa, Ae aaye aao aaye aa
A
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana
Khaali haath aaye the hum Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa, Ae aaye aao aaye aa
A
Aye dil, dil ki duniya mein
Aisa haal bhi hota hai
Baahar koi hansta hai Andar koi rota hai
Aye dil, koi pehchaana nahin
kisi ne yeh maana nahin
kisi yeh jaana nahin
kisi ko baataana nahin
dard chhupa hai kahan.
N
Ruhaan sings:
Naa kajre ki dhaar, naa motiyon ke haar
Naa koi kiyaa singaar, phir bhi kitni sundar ho tum kitni Sundar ho
Simran starts also singing:
Mann mein pyaar bharaa, aur tan mein pyaar bharaa
Jeevan mein pyaar bharaa, tum to mere priyawar ho
Tumhi to mere priyawar ho
Next word is: O
Aaj Haamre Dil Mein Ajab Yeh Uljhan Hai
Gaane Baithe Gaana Saamne Samdhan Hai
Hum Kuchh Aaj Sunayen Yeh Unka Bhi Man Hai
Gaane Baithe Gaana Saamne Samdhan Hai...
Next Letter I
Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
next word: I
Naino mein sapna, Sapno mein sajna
Sajna pe dil aagaya,
Kyon sajna pe dil aagaya..
next letter: A
comment:
p_commentcount