"Humara KABIR Yehi hai..............." : Vashma
"Kabir ko Maanak halat ne banaya, Maanak ko hum Kabir banayenge tho yeh humari Galati hogi" : That's #VashmAy
In every END, there is always a new BEGINNING .... Adios
- "Koi Vashma Baig kisi Uday Pratap Sahani se Mohabbat kare, logo ko objections hai....." ~ SHAGUN PANDEY
- "Uday Ko Ushki Vashma Se Koi Alag Nehi Kar Sakta....." ~ UDAY
- Mannatein mangne ka dil karta hai, Tabeez bandhne ka Dil karta hai, dil karta hai har upar wale k dar pe sar jhuka k humare ek hone ki arzi maang lu, sayed Qubool Ho Jaye..... ~ UDAY
- Pyaar sab kuch sikha deta hai Amrit, mil jaye tho kuch aur na miley tho bohat kuch ~ VASHMA
- Maine suna tha, Ladkiyaan jab KOTHE ki sidiyaan chadti hain na..tho unhe uttarkar GHAR ki dehleez nehi langti..Per maine yeh kabhi nehi soocha tha ki main unh Ladkiyoon mein se ek hoke reh jaungi ~ VASHMA (NOOR)
- Agar yeh shareer hai na Parjaayi, tho ish shareer mein basne wali jaan hai meri Vashma ~ UDAY
- Mujhe nehi pata tha ki paani ki do boond k badle main apni nanhi si jaan ko Khoo dungi ~ VASHMA
- Ooye aab na, ish Uday Kishore Sahani ko na, ushki Vashma Baig se Vyah karna hai ~ UDAY
- Tu kichad mein na ek Kamal ki phool ki tarha bilkul paak, bilkul pavitra hai ooye ~ UDAY
- Jaa kaam kar , ooo itna sara kaam kar, itna naam kama, itni badi ho ja...itni badi ho ja ki yeh saari Duniya na yeh saara Jahan na tere samne bada hi chota sa reh jaye ~ UDAY
- Meri heroine chali gayi ~ SHAGUN PANDEY
- Jab tak meri Vashma uth nehi jaati na, ushka Uday soyega nehi ~ UDAY
✨ ~ They promised "Khawab Nehi Haqeeqat Banayenge" and They served the same ~ ✨
comment:
p_commentcount