April 20th
Part 1
Krishna kamre me dakhil huyi aur Kabir aur Arjun warehouse ke liye nikle.
Krishna (khushi se๐): Yuvraj, doctor ne aaj tumhe ghar jane ki parmission de di hai. tum aaj sham ko ghar pe shift ho rahe ho.
Bua (khushi se๐): yeh to bahot achchi baat hai. lagta hai ek bar phir se hamare ghar me khushiyaan aanewali hai.
Yash : Thik kaha bua aapne. Ab to sab log jaldi se ghar aajaye to achcha hai. (yash ki aankhon se aanshu behte huye๐ญ)
Lekin Tara ke bina to ab bhi yeh ghar suna hi rehne wala hai.
Yash dhukhi hokar kamre se bahar chala gaya. Aur sab ki aankhen bhi aanshu se bhar aayi.๐ญ๐ญ
Bua: main yash ko dekhkar aati hoon.
Bua ke jane ke bad kamre me police aai.
Police : Mr. Raichand hum aapka yahaan bayan lene aaye hai. main yeh puchparach akele me karna chahta hoon.
Tanya aur krishna kamre se bahar nikl hi rahe the.
Yuvraj : ruko krishna, main chahta hoon ki tum mere saath raho.
Police : per Mr. Raichand
Yuvraj (krishna ki aur dekh kar๐ณ) : Muje apne se jyada Krishna pe bharosa hai.
Police: To aap muje sabkuch bata dijiye us din kya hua tha aur kaun the jis ne aap pe jaan leva hamla kiya.
Yuvraj ne police ko sabkuch bata diya.
Police : muje darr hai ki woh log yeh koshish dubara bhi kar sakte hai. to zara savdhani se rahiye ga.
Krishna darr ke mare yuvraj ki aur dekh rahi hai aur police wahan se chala gaya.
Part 2
Yash bahar bench pe betha ro raha tha.๐ญ
Bua (uske sir pe hath rak ke) : yeh kya yash. tumne hi to vaada kiya tha tara se ki tum jiyo ge milli ke liye. to aaj phir se tum toot gaye.
Yash : Tara ke bina main nahin ji sakta agar aaj milli nahin hoti na to main kab ka apne aap ko khatam kar deta.๐คข
Bua : to tum ab kya kar rahe ho. tum jite ji apni aur Milli ki khushiyon ko mar rahe ho. Krishna ko dekho ek aurat hokar bhi who kitni majboot hai. Tumse jyada dukh usne apni zindagi me jile hai lekin aaj bhi woh halat ko dhyan me rakhke chalti hai(Good Job Bua๐). Ek baat mat bhulana tum ki ab milli ki maa bhi tum aur baap bhi tum ho.
Bua wahaan se udhakar chili gayi.
Tanya yeh sab baatein sun rahi thi.
Tanya (apne aap se): Yeh sab log krishna ki tarife karte thakte nahin kya. In logo ki koi problems to hoti hai nahin. yeh log khud use banate hai.
Yahaan in logo ki problem se jyada meri problem hai. sab ko main pragant hoon aisa kahe huye teen mahine huye. aur aaj ke din bhi main pragnant nahin hoon. Agar jaldi se kuch nahin kiya to sab ko pata chal jayenga. per karu to kya karoon.๐๐
Tanya apne papa ko phone lagati hai.
Tanya : papa muje apni pragancy ke bare me aapse bahot jaldi baat karni hai.
Arjun: tanya, main is waqt kabir ke saath hoon. main tumhe bad me phone karta hoon.
Tanya ( Gusse se๐ก) : jab muje kisi ki madad chahiye to koi nahin hota.
Part 3
Krishna Yuvraj ko lekar ghar aayi.
Bhu: tum log aa gaye. Krishna, yuvi ko apne kamre me le jao.
Krishna ( Yuvraj ko bed pe sulane ke baad) : aab tum aaram karo main buaji ki kitchen me madad karti hoon.
Yuvraj : Krishna, kya muje ek cup tumhare haath ki chai mil sakti hai subaah se nahin pi?
Krishna๐: Thik hai main lati hoon.
Krishna(looking very happy in the kitchen๐) Kitchen me jakar dekhti hai to bha sab ke liye khana banani hai.(shocked to c bua making food๐ฒ)
Krishna : Bauji, aap aur yeh khana
Bhu: tumhe kya laga main khana banana nahin janti๐
Krishna : woh to main yuhi puch rahi thi ki aapki tabiyat to thik hai naa.๐
krishna yuvraj ke liye chai bana rahi hai.
Bua: to Yuvi ke liye chai bana rahi ho. jyada sakar mat dalna kyunki inme tumhare pyar ki sakar to pehle hi mil gayi hai.๐ (krishna blushingโบ๏ธ)
Krishna(looks down) : Buaji, aapne thik kaha tha ki hum hi kabhi kabhi apni aankhen nahin khol sakte insaan ko pehchane me. maine aaj tak kabhi bhi aapki aur yuvraj ki bat pe yakeen nahin kiya.(now looks at bua) Lekin buaji aaj main bahot khush hoon kyunki aaj muje yakeen ho gaya ki main bhi Yuvraj se kitna pyar karti hoon. Thank you buaji meri aankhen kholne ke liye.
Bua (haste huye๐) : jaldi jao chai thandi hone se pehle.
Krishna wahaan se chai lekar chali gayi.
Bua (apne aap se) : Bhagwaan kitne dino ke baad in dono ki zindagi mi khushiyaan aayi hai. isko kisi ki nazar mat lagana.
Episode ends on Bua's happy face.๐
Thanks
with help of softk_6
love kashish
ple we request that we need lots of comments from the story lovers to encourage us.
comment:
p_commentcount