PART 14 :
MANIK : ayeee
NANDINI : haa
MANIK : rukne ko kaha tha na maine neche kyu agayi
NANDINI : manik main kamre main kali baitke kya karthi bekar main aur vaise bi sab log neche the tho
MANIK : tho...tho apne pathi ko akele chodke chele jaogi...
NANDINI : tch manik tum naaa
MANIK : forget it ab idhar aao aur jaldi se ek kiss do
NANDINI : kyaa
MANIK : it's your punishment so common jaldi
KABIR : nanduuu...nanduuu...
NANDINI : aayi
MANIK : oye... you are not going anywhere...
NANDINI : arey hato na kya karre ho sab bahar hain
MANIK : nahi hatunga pehle mera kiss do aur ye tum itna ajeeb kyu behave karri ho isse pehle bi ham akele reh chuke hain jab sare log hamare bahar hi the tho phir ab...ab kyu tumhe iss bath se itni pareshani hori...
NANDINI : thab ki bath alag thi manik ab main iss gar ki bahu hoon
MANIK : aur meri patni...isliye jaldi se apne pati ki bath mano aur...
NANDINI : bas karo manik har vakth shaithani nahi chelegi
MANIK : chilla...kyu...rahi...ho
NANDINI : nahi tho kya karu jagah nahi dekthe vakth nahi dekthe bas apni manmani karthe phirthe ho
"karo jo karna hain...bath hi nahi karni mujhe tumse..." and he walks out silently while nandu sighs watching him walk out without turning back once...
DHRUV : le...agaya...
MANIK : kya hua
MUKTHI : kuch nahi bas nikal re hain
MANIK : kaha
MUKTHI : dhruv ko kabir ke sath kuch kaam hain aur mujhe alia ke sath thoo
MANIK : teek hain
MUKTHI : byy aunty...byyy uncle...
NYO & RAJ : byy beta
DHRUV : tc buddy...nandini kaa...
MANIK : ofcourse...
KABIR : chel byy
NANDINI : kya hua itni jaldi jare ho
MUKTHI : haan ab manik ko sirf tumhare sath hi time spend karna hain tho ham kya kar sakthe hain
DHRUV : yaha bekar main ruke faida nahi hain thooo
MANIK : just shut up guys
KABIR : itna serious kyu hora mazak karre hain
MUKTHI : chod kabir log sahi kehthe hain biwi ke aane ke baad kisi ko dostho ki zarurath nahi hothi
MANIK : tuuu
MUKTHI : nandu byyy main jari
DHRUV : are ruk main bi ara hoon...byy buddy...byy nandini...
NANDINI : byyy
KABIR : chelo main bi nikal tha hoon byyy byyy
MANIK : byyyeee
Alia who was standing silently since long takes fews steps close to manik while manik receiving a call walks away excusing himself not wanting to talk to her...
NYONIKA : ye aur iske phone calls kabi katham hi nahi hothe
ALIA : I'll leave then
NANDINI : byyy
ALIA : hmm
MANIK : maaa main...kyaa...kya dekre ho...
NYONIKA : dekho tho ye mujhse hi bath karra na
MAYANK : lag tho aise hi raha hain parrr
MANIK : ho gaya ya aur bi kuch baki hain
seeing them not replying he sighs bending his head down and then am sryyy...kush???
MANIK : arey kaha na sryyy kyu aise dekre ho
NYONIKA : kyuki har baar ek sry bolne se sab teek nahi hotha
MANIK : maaa
MAYANK : shadi ho chuki hain manik teri...kab bada hoga...kab sikega ki ek ka gussa dusre par nahi nikal the hain...
MANIK : papa mera dimak math kao
NANDINI : manikkk
MANIK : apki beti mujhe already bohuth pareshan kar raki hain isliye please...please ab tum dono bi math shuru hojao...
NYONIKA : kya hua...sab teek hain na...tu...
MANIK : arey kuch nahi teek hain maa kuch nahi teek hain ye apki beti mujhe apne paas bi nahi ane deri hain aur
NANDINI : manik kya karre ho pagal hogaye ho
MANIK : aur kuch bi karne jao tho aise tokthi hain
mayank and nyonika glancing at each other silently walk away from there while nandu stands lowering her head not knowing how to react...
MANIK : varun ka call aya...use milne jara hoon...
lifting her head she looks him without blinking her eyes while he silently leaves avoiding her gaze walking as soon as he can...
yar das minute ke duri par hain... gar chelthe hain na...shadi main tho tu vaise bi nahi aaya...isi bahane tera nandini se bi milna ho jayega...!!! and manik utters driving picking his long old friend varun...
VARUN : sry yar par phir kabi...abi ek zaruri meeting hain varna main tujhe yaha bulatha bi kyu...
MANIK : chel teek hain lekin ek bath batha tu itna kyu pareshan ho ra hain... ek choti si meeting hi tho hain... ho jayegi teek se... zyada stress math le...
VARUN : I really hope so yar
MANIK : meeting bade contact ke liye hain kya
VARUN : nahiii...normal contract hi hain...
MANIK : oohhh...milegi tho milegi...nahi tho nahi...you just relax...
VARUN : kya milegi tho milegi wo contract ofcourse mujhe kisi bi haal main chahiye
MANIK : tu ne kaha na ki ek normal contract hain tho phir
VARUN : aise normal contracts ko ignore karne se aage jake bohuth badi loss hothi hain yar isliye hame kisi bi contract ko hath se nikalne nahi dena chahiye
MANIK : hmmm and now lets just end your professional talks here
VARUN : hehehe teek hain
MANIK : pooja kaisi hain
VARUN : teek hain...pregnent hone ka pura faida utari hain...
MANIK : pregnent????
VARUN : oops tujhe bathaya nahi na...haan...she is pregnent... second month chelra hain abi...
MANIK : kya bath hain...tu tho bada fast nikla yar...
VARUN : well truly it wasn't planned yar but then shayad god planned it for us
MANIK : nice...vaise baby teek hain na...
VARUN : haan...teek hain aur hamesha teek rahe isi vajah se hi tho ye sab karra hoon...
MANIK : matlab
VARUN : I just want the baby to feel special yar manik...main...main usse iss duniya ki har ek cheez dena chahtha hoon...
MANIK : aur isi vajah se uske liye subah sham mehanath karra hain
VARUN : hmmm
MANIK : you are surely going to be a great father man
VARUN : even you would manik... one day for sure...
smiling like never before manik stops the car and here you go
VARUN : thnx yar agar tu nahi atha tho meeting ko shayad time se pohunch bi nahi patha
MANIK : ab itna formal bi math ban chel jaa aur haa teri gadi ko main servicing pe deke tere gar pe bej dunga tu sham main dusri gadi
VARUN : arey nahi yar main
MANIK : jana hain mujhe tu bi jaaa byyy
VARUN : par manik
MANIK : byyy
VARUN : byee
MANIK : maaa...maaa...
NYONIKA : haa haa kya hua
MANIK : papa kaha hain
NYONIKA : apne study room
MANIK : okk thnx
NYONIKA : acha sun tu... manikkk...manikkk...ufff...ye ladka bi na...
MANIK : papa
MAYANK : haan
MANIK : wooo...ek bath kehni thi...
MAYANK : honeymoon pe jana hain na...jantha hoon...wo actually
MANIK : papaaa...pleaseee...
MAYANK : kya hua maine galath kya bola
MANIK : papa main ek serious decision leke aaya hoon apko bathane aur aap hain ki
MAYANK : acha acha sryy bol kya bath hain
MANIK : main office join karna chahtha hoon...fully...
MAYANK : kyaa...par music...
MANIK : dono ko ek sath manage karna chahtha hoon...nahi kar saktha hoon kya???
MAYANK : ofcourse tu kar saktha hain manik...main tho pehle se tujhe yehi kehra tha...tere office join hone se tere music pe koyi asar nahi padegi...
MANIK : thanks dad thank you so much
MAYANK : it's ok par...ek minute...zaruri call hain...
MANIK : hmmm
MAYANK : hellooo...kyaa...par achanak...bath wo nahi hain...ek din main presentation kon thayar karega aur unhe vaha jake sab explain kon karega...nahi...main dektha hoon...
MANIK : kya hua
MAYANK : mehra ke sath ek deal hone vali thi...ek hafthe ke baad...lekin ab wo chahthe hain ki wo deal kal hi ho aur wo bi yaha nahi balki lunavla main...
main abi aya...!!!! and manik runs out without wasting a second leaving mayank totally surprised...
MANIK : nandiniii
NANDINI : haa...kya hua...tum...
MANIK : idhar aao
NANDINI : kya bath hain manik tum
MANIK : baito
NANDINI : haa
arey baito and he makes her sit on his lap comfortably he himself settling on bed...
NANDINI : manik kya karre ho
MANIK : ek zaruri bath karni hain...please...
NANDINI : kya
MANIK : wooo
NANDINI : mmm
MANIK : hamare...bache...!!!
Getting his words a little late she tries to get up from his lap controlling her blush avoiding his eye contact while he not letting her go makes his grip tighter on her making her unable to move even an inch...
MANIK : puri bath tho suno na
NANDINI : manik please
MANIK : nandini...look into my eyes...
NANDINI : chodiye na
jaan...!!!! and he calls her ever so lovingly while she accepting her defeat slowly looks into his eyes lifting her head ever so lazily...
MANIK : papa ne aaj thak mujhe kisi bi cheez ki kami hone nahi di janthi ho na
nandu nods her head slightly while he staring into her eyes licks his lips and "main bi apne bachon ki har ek khwaish puri karna chahtha hoon...unhe har wo cheez dena chahtha hoon jo wo log chahthe hain...!!!"
Lowering her gaze slowly she bites her lower lip and "par...abi...!!!"
MANIK : pooja...varun ki wife...pregnent hain...unki shadi huye teen mahine hore hain...
Holding her chin and lifting her head up manik makes nandu look him and "jantha hoon ki tum kya sochri ho lekin nandini main bas itna kehra hoon ki main hamare bachon ke liye khud ko layak banana chahtha hoon"
"jab bagwan ashirwad dega na thab hamare paas hamare bache honge...lekin...thab thak...thab thak...main itne paise kamana chahtha hoon na...itne paise kamana chahtha hoon...ki usse iss duniya ki sari kushiya mil sake aur main...unhe apne bachon ko de saku"
speechless she sits listening to him staring into his eyes while he continues even more further "you know aaj jab meri varun se bath hori thi mere ander kuch alag hi feelings aare the...jis tharah se wo apne bachon ke liye mehanath karra hain na unhe kush rakne...main bi...main bi apne bachon ke liye mehanath karna chahtha hoon..!!!"
MANIK : sahi sochra hoon na main...bolo hmmm...!!!!
simply staring him for good few minutes she smiles at him and "haan...tum sahi karre ho...!!!!"
MANIk : tho kya tum mera sath dogi kya tum
NANDINI : ofcourse main tumhara sath dungi manik chahe jo bi tum karna chaho...I promise...
MANIK : main office join karna chahtha hoon aur dad se bi bath kar chuka hoon
NANDINI : manik ye tho bohuth achi kabar hain
MANIK : aurrr
NANDINI : aur?
MANIK : ek deal hain jo hamare company ko karni hain aur jo infact kal hi karni hain
NANDINI : tum karna chahthe ho wo
MANIk : ummm
NANDINI : tho karo na soch kya rahe ho
MANIK : mmm... wo deal yaha nahi... mujhe lunavla main karna hoga...
Seeing her not being able to utter anything he closes his eyes for a second and "nandini...agar tum...!!!"
"Ek sawal karna chahthi hoon" and she utters not letting him complete...
MANIK : kya
NANDINI : kitchen main jo hua uski vajah se tum gussa nahi ho na
MANIK : tumhe kya lagtha hain main gussa hoon isliye lunavla jana chahtha hoon
NANDINI : woo
MANIK : arey meri jaan main tumse gussa nahi hoon aur agar kabi gussa honga bi tho tumse uss vajah se door nahi jaonga samjii
NANDINI : sach??
MANIK : much...!!!!
NANDINI : tho phir teek hain...tum jao lunavla...
MANIK : sach bathao agar tum nahi chahthi
NANDINI : ache kaam karne main der nahi karna chahiye manik aur vaise bi main tumhe lunavla jane ki permission tho deri hoon par tumhe deal katham karke kal rath thak vapas loutna hoga...samje...
MANIK : teek hain madam main kal rath thak vapas ajaonga
NANDINI : nahi tho phir main naraz hojaongi aur bath bi nahi karungi
MANIK : uski zarurath nahi padegi
nandu smiles slightly while manik continues main papa se milke atha hoon
NANDINI : teek hain
MAYANK : manik... tujhe achanak ho kya gaya...tu...
MANIK : kya main wo deal karne lunavla ja saktha hoon
MAYANK : haaa???
MANIK : mehra ke sath deal...kya main wo kar saktha hoon...
MAYANK : tu...tu kaise...
MANIK : kyu kya hua mujhpe barosa nahi hain
MAYANK : nahi manik mere kehna ka matlab wo nahi tha...teri shadi kal hi huyi hain tu nandu ko chodke...
MANIK : it's ok papa main nandu se puch chuka hoon
MAYANK : tune bathaya usse ki thuje lunavla jana hoga
MANIK : haan
MAYANK : agar use problem nahi hain tho mujhe bi nahi hain
MANIK : thank you so much papa
MAYANK : lekin tujhe shayad ek gante main nikalna hoga
MANIK : ooo
MAYANK : manik tujhe ye karne ki zarurath nahi hain agar tu
MANIK : nahi...main teek hoon...main thayar hoke miltha hoon...
MAYANK : teek hain
NANDINI : agaye tum
MANIK : hmm
NANDINI : vaise tumhe nikalna kab hoga rath main hi na main sochri thi ki
MANIK : nandini
NANDINI : haan
MANIK : am sryy
NANDINI : kya hua sry kyu
MANIK : mujhe... ek gante main nikal na hoga...
NANDINI : ek gante main
MANIK : am really sry nandini
NANDINI : manik tum pagal ho
MANIK : I know nandini main
NANDINI : you know what forget it
MANIK : nandini...nandini...
NANDINI : arey ab kya...mujhe bag pack nahi karne doge kya...
MANIK : haaa
NANDINI : ha kya...bina kapdon ke jaoge lunavla...
MANIK : nahi wo main
NANDINI : acha bathao kapdon ke alawa kya pack karu
MANIK : ummm
NANDINI : vaise jo bi zaruri saman hoga main wo laga dongi kuch aur hoga tho batha dena
MANIK : hmm
NANDINI : ooo...hellooo...manikkk
MANIK : haa
NANDINI : tumhara phone thab se bajra uta kyu nahi rahe ho
MANIK : phone?
NANDINI : tum bi na
MANIK : hellooo...haan...main thayar hora hoon...nahi...bath kar sakthe hain hum...haa...ek minute...
seeing manik walking out nandu sighs closing her eyes leaning back to cupboard and "control nandini control...ek rath ki hi tho bath hain...kal ajayega vapas...kyu bekar main filmon ki heroin ke jaisa senti hori ho"
manik tu pagal hogaya hain and nandu opens her eyes listening to nyonika voice
NANDINI : maa
NYONIKA : kaha gaya tera pati
NANDINI : bahar hi hain phone par bath karra
NYONIKA : ye ladka na
NANDINI : maa please manik ko kuch math kahiye
NYONIKA : kyu
NANDINI : kyuki maine hi use lunavla jane ko kaha
NYONIKA : kya
NANDINI : haan
NYONIKA : bhul gayi...kal hi shadi huyi hain teri usse...
NANDINI : maa please kuch math kahiye na...na hi manik ko aur na hi mujhe...
NYONIKA : aise bejegi usse... haa aise...
NANDINI : maa
jaa jake pehle ache se role uske baad kar uska bag pack and nyonika uttering in low tone leaves the room while nandu lets her tears flow down bending down her head
MANIK : nandini
NANDINI : thank god manik tum agaye...patha hain kab se wait karri thi...deal ke kaam se hi jare ho tho itni der phone main bath karne ki kya zarurath thi...ab chelo jao... jaldi se thayar hojao...sirf pandra min reh gaye hain...dekh kya rahe ho...jao jaldi...der hojayegi...
Manik quickly returns after freshening up and changing and "nandini"
NANDINI : manik ek baar bag check karo na dekho ki main kuch bhul tho nahi gayi
MANIK : nandini
"haan mani" and manik hugs her ever so tightly running towards her making her stop in mid...
MANIK : am really sryy...am very very sryyy...agar tumhe leja saktha tha tho
I know manik...it's ok... and she utters cutting him in between hugging him back...
MANIK : main jaldi vapas aonga
NANDINI : patha hain mujhe
MANIK : rona math
NANDINI : stop it manik...bachi nahi hoon...janthi hoon ki kaam zaruri hain...
MANIK : aur phir bi mere samne ansuyon ko rokri ho...hain na...
Breaking the hug slowly she lowers her head trying to utter something while he lifting her head holding her chin places his lips on hers trying to calm her down...
listening to the door knock they part away lazily but manik hugging her back instantly rubs her back and "kayal rakna apna..."
tum bi...!!! and she utters with shivering tone trying hard to control herself and her tears...
MAYANK : ready hain
MANIK : haan
MAYANK : vaha pahunch the hi call kar...maine sare arrangements kardi hain lekin phir bi agar kuch zarurath pade tho batha dena mujhe...
MANIK : hmm teek hain
MAYANK : nyonika jaa raha hain wo ab tho bath karlo usse
NYONIKA : nahi karni mujhe koyi bath usse...kaho jane ko...mujhe kya farak padtha hain...
MANIK : soch lo...iss baar mazak main nahi sach main jara hoon...
NYONIKA : tu
MANIK : maaa...ansu kyu...konsa bada yudh karne jara hoon main...
NYONIKA : tujhe achanak ho kya gaya hain...jana zaruri hain kyaa...
MAYANK : nyonika bacha nahi hain wo jantha hoon pehli baar gar se bahar jara hain lekin phir bi tumhe itna pareshan hone ki zarurath nahi hain
NYONIKA : aap chup kariye...kuch nahi janthe hain aap...aur tu...aaj se pehle kisi music album ke liye bi bahar nahi gaya tho phir ab kyu...
MANIK : maa please...bada hona chahtha hoon...kuch karna chahtha hoon...ashirwad dijiye...bas...
NYONIKA : teek hain jaisi teri marzi
MANIK : chelo now smile
NYONIKA : hmmm
MANIK : biwi ko gar pe chodke jara hoon serial ki saas banke torture math karna bichari ko
NYONIKA : chel jaa...pagal...
MANIK : byyy
MAYANK : presentation ke bare main kuch bi doughts ho tho arav se bath karle
MANIK : hmmm...chelo phir nikal tha hoon...
MAYANK : haan
chelu???? and manik asks looking nandu who was standing like a statue since long...
NANDINI : haan
MANIK : haan kya haan give me a hug common
moving close to him she hugs him ever so lazily and "byyy"
I love you...!!!! and he kisses her hairs ever so lovingly...
tc...byyy...!!! and he utters breaking the hug looking into her eyes...
smiling she nods her head and byyy...!!!!
watching him till he gets out sight nandu returns back along with mayank and nyonika while they both stare each other seeing how well nandu was acting looking completely fine...
MAYANK : beta tu jaa kamre main aram karle
NANDINI : nahi papa main teek hoon
NYONIKA : kaam hi nahi hain tho yaha ruk ke kya karegi ja apne kamre main aur thodi der aram kar
hmmm...!!! and she uttering walks towards her room finally letting tears roll down her cheek which she was stopping since long...
PS : Next update as soon as I can...
comment:
p_commentcount