veesha (sidditi) rang barse part 2 updated

cutemaahi thumbnail
Group Promotion 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
#1
part-2(updated)~
soon veer came to her with hesitant steps, she was really nervous at this moment, ayesha tried to lighten her mood by questioning him about his presence,
Ayesha- " sir,aap yahaan kaise aur pammi kahan hai" she was about to speak something else but veer stopped her by placing his hand on her mouth firmly.
Veer-" shhhhhhh nahin ayesha kuch mat kaho, main tumse kuch kehna chahta hoon , shayad phir bol na payun"
ayesha for once thought that what he was going to say, seeing her in a confused state veer continued to speak,
Veer-" Ayesha main jaanta hoon, ki maine tumhe bahut galat samjha , bahut kuch aisa bhi kaha jisse tumhare dil ko bahut theas pahunchi, par mera yakeen karo ayesha, maine kabhi bhi tumhara bura nahin chaha,meri galtiyon ke liye please mujhe maaf kar do"
Ayesha-" sir, aapko maafi mangne ki koi zarurat nahin hai, yaad nahin hum dost hain ,aur aapne hi to kaha tha ki dosti mein no sorry, no thankyou".
Veer-" thanks ayesha , par main tumse ek aur baat bhi kehna chahta hoon jo aajtak maine kisi se nahin kahi "
Ayesha-" kahiye na, sir" her heart was throbbing but she tried to stay calm. veer very nervously hold her hands and looking into her eyes & went forward.
Veer-" Main tumhe apni sabse aachi dost manta tha, par pata nahin kab tum mere itne kareeb aa gayi , pata nahin kab tum meri zindagi ban gayi , ayesha main sirf itna hi kehna chahta hoon ki ki I..........I.........I LoveYou, main tumse bahut pyaar karta hoon , tum mera sab kuch ho , I really love you a lot,kya tum bhi mujhse, batayo naa ayesha."
Ayesha was shocked to listen it, she was not in a condition to respond, she didn't said a word and just closed her eyes, with a slight smile on her face,tears rolling down her eyes,
Veer watched her in absolute silence, but soon realized that she too loved him, it was just that she wasn't able to speak, he became really happy, and embedded her into a tight hug. ayesha still lost in her dreamland, but suddenly a realization strucked her mind, how her Didi was always accused of by the vardhans for taking away their son, she remembered how she and nihaal have to suffer after their death, she remembered the harsh words of Kamini Vardhan Singh, she suddenly opened her eyes as if waken up from a nightmare.
veer was lost in her, but she soon pushed him back, he was utterly surprised by her behavior, and before he could say something ayesha yelled upon him, " Sir,aap aisa soch bhi kaise sakte hain, aapke mann mein ye khayal bhi kaise aaya , mujhe lagta tha aap mujhe samajhte hain par mujhe yakeen nahin hota ki mujhse badla lene ke liye aap iss had tak gir sakte hain"
Veer-"Ayesha tum ye sab kya kahe jaa rahi ho, kaisa badla, main tumse sach mein bahut pyaar karta hoon, aur maine tumhe koi dhoka nahin diya"
Ayesha-"sir, main bahut aachi tarah samajhti hoon aapka pyaar, main is dhoke mein aane wali nahin hoon"
Veer-" ayesha , for god sake mera vishwas karo, mein jaanta hoon ki tum bhi mujhse pyaar karti ho"
Ayesha-"Sir, iss galatfehmi mein mat raheyega, maine naa to kabhi aapse pyaar kiya hai aur naa hi kabhi karungi, hamare beech mein sirf ek rishta hai, aur woh yeh ki aap nihaal ke chachu hain , main aapki bahut izzat karti thi par aaj ke baad aap woh bhi kho chuke hain, chale jayiye meri zindagi se, meri zindagi mein aapke liye koi jagah nahin hain"
Veer was shell shocked listening this , as if there are no emotions left in his heart, ayesha ran past him and took a taxi,
but veer stood there emotionless like a statue, his heart was broken into pieces by the the person whom he loved the most in his life. for a moment he frozed there but after a while he bended on his knees and cried loudly, tears rolling down his eyes "mere saath hamesha aisa kyun hota hain, jise bhi main chahta hoon, jise bhi pyaar karta hoon woh es tarah mujhe door kyon ho jaata hain , aakhir kyun mein akela reh jaata hoon". he was really in a painful condition and wasn't able to control his emotions............



Nihaal was waiting eagerly for his maasi and chachu , he was kind of sure that his maasi and chachu would be together. but for his utter bafflement , he saw his maasi coming alone, he tried to talk to her, but without saying a word she hastily goes to her room upstairs and unlock herself , she lied on her bed sobbing into her pillow mumbling to herself, jindagi mein saacha pyar bahut mushqil se milta hai aur dekho how unlucky i am , meri jindagi mein saccha pyar aaya bhi to maine use thukra diya,
veer sir main jaanti hoon aap mujhse saacha pyaar karte hain aur main bhi aapse bahut pyaar karti hoon par hamare rishte ka koi future nahin hain. main iss parivar se unke doosre bete ko door nahin karna chahti, main jaanti hoon maine aapka dil dhukhaya hai aur uske liye main apne aap ko kabhi maaf nahin kar payungi par aapko humare rishte ki wajah se jo dard jhelna padta uske saamne ye kuch bhi nahin. she again started sobbing.

By Maahi
(Please comment guys, even if you don't like it, your comments matters a lot to me)
Precap- preparation of holi party at Ramada.




Top