ye meri imagination hain:
Jab Rishi Indira ko mathe pe wo dag deta hain aur door band karta hain uske bad :
Indira heart hoke SN ke bahar bethi hain aur soch rahi thi ki Rishi uske sath aise kaise behave kar sakte hain. Wo toh sabse jyada Indira ko jante hain. Fir bhi wo usse kyun nahi pehchan paye abhi?
Tu mujhe chhod jaaye
Yeh nahi ho sakta, saathiya
Aur usko sare InShi ke flashback yad aate hain. Usko sare din yad aate hain ki kaise Rishi uski care karta tha. usko kaise humesha madad karta tha
Meri baaton mein tera zikr sadaa
Meri yaad mein teri fikr sadaa
Main jo bhi hoon tum hi to ho
Mujhe tum se mili apni adaa
Tabhi wo Puranewale Rishi ko dekhti hain. Rishi uske pass aakar usse apne sath khada karta hain aur apne hath uske shoulder pe rakh kar usse najdik lata hain..
Kyunki tum hi ho, ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho..
Uski aankho me pani aata hain..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Indira uske aansu puchti hain aur apna sar uske chest par rakhti hain aur aankhe band karti hain
Tum hi ho, tum hi ho
Arz bhi, mera marz bhi
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
At SN..
Rishi apne bed room me bed pe aankhe band karke beth tha.. tabhi usko Indira Kirayedarji keh kar bulati hain..wo apni aankhe khulta hain. usse Indira hitler ki dress me dikhti hain... wo usse hug karta hain..
Tere liye hi jiya main
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko dil se nikaala
Main jo mit bhi gaya tto wajood mera
Sadaa tujh mein rahe zinda
Wo dono khade hote hain aur tight hug karte hain..
Kyun ki tum hi ho, abb tum hi ho
Ki zindagi abb tum hi ho.. woh o..
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui abb tum hi ho
Indira uske taref dekhti hain aur uske aansu puchti hain Rishi Indira ko hug karke apni aankhe band karta hain.
Tum hi ho tum hi ho
zindagi ab tum hi ho
chain bhi mera dard bhi
meri aashiqui ab tum hi ho
Wo apni aankhe khulta hain tab wo dekhta hain ki waha koi bhi nahi hain aur wo bed pe betha tha..
Idhar Indira bhi dekhti hain ki waha koi nahi hain..
Rishi khidki pe aata hain aur bahar dekhta hain tabhi Indira bhi upar dekhti hain aur dono ek duje ko dekhte reh te hain
PS : guys ye meri imagination hain π
Edited by Ketaki19 - 11 years ago
comment:
p_commentcount