Me, We & TV - DT 017 - Page 51

Created

Last reply

Replies

1.1k

Views

19k

Users

19

Likes

5.7k

Frequent Posters

IamRaj96 thumbnail
Posted: 2 years ago

Originally posted by: Neon9


Ye ho kya raha hai. 🤣🤣🤣🤣🤣


Yeh &tv se bhi gaya gujra channel banega 🤣🤣

Gummy_bear thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago

Originally posted by: IamRaj96

Wahi toh waha pe OGs banane ki plan kar rahe hai but atleast superduper hit shows ke s2 laate par yeh kya laa rahe hai toh yeh bb2 & molkki

Molki to pura hi flop tha bb shuru shuru m hit tha baad m flop

Kya soch k laa rahe h lmao

Waise inka blockbuster shows bolo ko uttaran, balika vadhu nd bv ka season 2 flop ho hi gaya

Baaki inka hit franchise sirf ishq m marjawa h aur wo colors p laaye h

Pata nhi kya kar rahe h pagal ho gaye h

Arko1 thumbnail
Visit Streak 1000 0 Thumbnail Visit Streak 750 0 Thumbnail + 9
Posted: 2 years ago

Originally posted by: IamRaj96

I seriously dont get it ki yeh colors aise shows ko rishtey pe shift karke karna kya chahta hai ??

Story to kuch bachi nhi, titular character molkki bhi jaa rahi hai show se, plus ratings bhi kitni kam hai toh ab bacha kya hai isme drag karne ke liye??

Evn barrister babu me bhi kuch hai nhi explore karne toh uska s2 laane ki kya jarurat hai rishtey pe ??


Looks like they are slowly turning Colors Tv into a more modern channel and shifting all the regressive social drama kachra to Colors Rishtey. If you see Colors ke saare upcoming concepts are quite decent. Fanaa is a finite series, Spy Bahu is a espionage romantic drama, Swaranghar is a kdrama adaptation sirf Parineeti regressive hai. Toh mujhe lagta hai they are shifting their audience base from rural to urban. Abhi tak mujhe sirf lag raha thaa leken aaj pata chala Naagin 6 mein koi family drama nahi hoga but it will be more of an urban drama.

Edited by Neon9 - 2 years ago
IamRaj96 thumbnail
Posted: 2 years ago

Originally posted by: aastha12345

Molki to pura hi flop tha bb shuru shuru m hit tha baad m flop

Kya soch k laa rahe h lmao

Waise inka blockbuster shows bolo ko uttaran, balika vadhu nd bv ka season 2 flop ho hi gaya

Baaki inka hit franchise sirf ishq m marjawa h aur wo colors p laaye h

Pata nhi kya kar rahe h pagal ho gaye h

I think blockbuster shows ke s2 future me colors ke liye save kiye honge issiliye rishtey ke liye flop show ke s2 laa rahe hai bcz inke paas blockbuster shows jada hai nhi like star plus so flop shows se kaam chalana padega


Star bharat pe sp ke blockbuster shows bhi outright flop huye toh inka toh pata nhi kya hoga (only if they are planning to make rishtey paid channel)

Arko1 thumbnail
Visit Streak 1000 0 Thumbnail Visit Streak 750 0 Thumbnail + 9
Posted: 2 years ago

Atleast ab Colors Tv ko ek makeover karna chahiye its high time. Itne modern concepts ke saath aisa ganda channel ident kisse pasand hoga.

IamRaj96 thumbnail
Posted: 2 years ago

Originally posted by: Neon9


Looks like they are slowly turning Colors Tv into a more modern channel and shifting all the regressive social drama kachra to Colors Rishtey. If you see Colors ke saare upcoming concepts are quite decent. Fanaa is a finite series, Spy Bahu is a espionage romantic drama, Swaranghar is a kdrama adaptation sirf Parineeti regressive hai. Toh mujhe lagta hai they are shifting their audience base from rural to urban. Abhi tak mujhe sirf lag raha thaa leken aaj pata chala Naagin 6 mein koi family drama but it will be more of a lab drama.

Niche aao niche aao kuch jada hi sochne lage ho


Koi modern shows nhi laayenge sab wahi kachra hoga dekh lena.... Swarnaghar ka plot adaption hai baaki woh udaariyaan ka hi bhai niklega

Spy bahut bhi aage chalke pata nhi kya ho ..... Naa toh hume uske plot ke baare me pata hai naa kuch

Rahi baat fanaa ki toh aage kuch bhi ho sakta hai evn IMMJ1 bhi finite show bola gaya tha nd IMMJ1 ke first 40-50 epi bhi kaafi acche hi thy baaki aage ka tumhe pata hai

And rahi baat naagin ki toh usme urvashi/sudha hai toh aisa ho nhi sakta ki usme fam drama naa ho and upar se inki script writing kya hone wali hai woh sabko pata chal hi gaya hoga through naagin basantpanchami epi

Baaki current shows toh hai hi bkwaas


Overall no hope from colors 👍👍

IamRaj96 thumbnail
Posted: 2 years ago

Originally posted by: Neon9

Atleast ab Colors Tv ko ek makeover karna chahiye its high time. Itne modern concepts ke saath aisa ganda channel ident kisse pasand hoga.

Kis angle se tumhe modern concept lagg rahe hai?? Currently sirf fanaa accha hai but aage kya pata kya ho ?? Evn immj1 bhi accha tha


Spy bahu toh pata nhi kya hone wala hai ?? Swarnaghar toh im sure typical fam drama hoga

Gummy_bear thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago

Originally posted by: Neon9

Atleast ab Colors Tv ko ek makeover karna chahiye its high time. Itne modern concepts ke saath aisa ganda channel ident kisse pasand hoga.

SPY BAHU KA TRAILER TO AANE DE LADKI🤯🤯🤯🤯

Aur swarnaghar ko telecast to hone de

abhi Colors sirf ek bearable show laaya h wo bhi ek bearable franchise ka isiliye thik h

Kaha chane k jhaad m Chad Jaati h🤭

Edited by aastha12345 - 2 years ago
Gummy_bear thumbnail
Visit Streak 180 0 Thumbnail Visit Streak 90 0 Thumbnail + 3
Posted: 2 years ago

Naagin urban drama hoga sunke mere kaan se khoon nikal gaya🌚🌚

IamRaj96 thumbnail
Posted: 2 years ago

Rishtey pe yeh shows ka s2 laane ka ek hi reason ho sakta hai iss channel ko second GEC banana

So colors ke kuch shows ka s2 laake usko viewers ka attraction dena but woh superhit old shows ka s2 rishtey ko nhi denge as unhone woh shows def future me colors ke liye rakhe honge

Issliye flop shows ka hi s2 rishtey ko dena yahi reason ho sakta hai

Otherwise i dont buy ki colors pe modern concept and rishtey pe regressive nd agar aisa hota toh parineeti, swaranghar bhi rishtey pe jaate

Top