Dil mein jo hai chhipa
Main kisi se kahunga nahi
Main kisi se kahunga nahi
Hua hai aaj pehli baar Jo aise muskuraya hoon Tumhe dekha toh jaana ye Ke kyun duniya mein aaya hoon | ||||||||||||||||||||
Tujhko main rakh loon wahan
Jahan pe kahi hai mera peer
Main jo tera na hua
Kisi ka nahi kisi ka nahi
Le jaaye jaane kahan
Hawayein hawayein..
Le jaaye tujhe kahan
Hawayein hawayein..
Begani hai yeh daali
Hawayein hawaye..
Le jaye tujhe kahan
Hawayein hawaye..
Le jaaye na jaane kahan
Na mujhko khabar na tujhko pata
O ho.. Oo hawaye..
Banati hai jo tu..
Woh yaadein jane sang mere kab tak chale
Inhi mein toh meri..
Subah bhi dhale, shaamein dhale, mausam dhale
Khayalon ka shaher..
Tu jaane tere hone se hi abaad hai
Hawaye haq mein..
Wahi hai aate jaate jo tera naam le
Deti hai jo sadaayein
Hawayein hawayein..
Na jaane kya bataye
Hawayein hawayein..
Hawayein Lyrics at http://www.lyricsted.com
Le jayein tujhe kahan
Hawayein hawaye..
Le jayein mujhe kaha
Hawayein hawaye..
Le jaye jaane kahan
Hawayein hawayein..
Le jaye mujhe kahan
Hawayein hawayein.. (x3)
Le jaaye jaane kahan
Na mujhko khabar na tujhko pata
O.. yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere..
Yahin marna aur jeena..
Yahin Mandir aur Madeena..
Yahin doobe din mere
Yahin hote hain savere..
Yahin marna aur jeena..
Yahin Mandir aur Madeena..
Teri galiyan, galiyan teri galiyan
Mujhko bhaavein galliyan teri galiyan
Teri galiyan, galiyan teri galiyan
Yun hi tadpaavein galiyan teri galiyan
Tu meri, neendon mein sota hai
Tu mere ashkon mein rota hai
Sargoshi si hai khayalon mein
Tu na ho phir bhi tu hota hai
Hai silaa..
Tu mere dard ka..
Mere dil ki duaayein hain
Teri galiyan, galliyan teri galiyan
Mujhko bhaave galliyan teri galiyan
Teri galiyan galiyan teri galiyan
Yun hi tadpaavein galliyan teri galiyan
Kaisa hai rishta tera-mera
Be-chehra phir bhi kitna gehra
Ye lamhe, lamhe ye resham se
Kho jaayein.. kho na jaayein humse
Kaafila.. waqt ka.. rok le..
Abr se juda na ho
Teri galiyan, galiyan teri galiyan..
Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
Teri galiyan, galiyaan teri galliyan
Yuhin tadpaave galliyan teri galliya
Galliyan, teri galliyan..
Tadpaavein..
Hum tere bin
Ab reh nahi sakte
Tere bina kya vajoodh mera
Hum tere bin
Ab reh nahi sakte
Tere bina kya vajoodh mera
Tujh se juda agar ho jayenge
Toh khud se hi ho jayenge juda
Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tera mera rishta hai kaisa
Ek pal door gawara nahi
Tere liye har roz hain jeete
Tujhko diya mera waqt sabhi
Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera..
Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho
Tum hi ho..
Tum hi ho..
Tere liye
Hi jiya main
Khud ko jo yun
De diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko
Dil se nikala
Tere saath mera hai
Naseeb juda
Tujhe paake adhura na raha
Hunm..
Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
Zindagi ab tum hi ho
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho (Repeat once)
O yun na lamha lamha meri yaad mein
Hoke tanha tanha mere baad mein
Naina ashq na ho
Maana kal se honge hum door
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho...
Main na lauta aane waale saal jo
Meri wardi bole mera haal toh
Naina ashq na ho
Yeh samajhna, main hoon majboor
Naina ashq na ho
Naina ashq na ho..
Beete huey lamhon ke taare ginunga main
Aake tujhe khwaabon mein tere milunga main
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Jab kabhi dil bhi yunhi bhar sa jaaye
Jab kabhi halki halki barkha aaye
Uss pal jhonka ik banke aaunga main
Us pal zulfe palke daaman chhu jaaunga main
O teri choodi nagmein gaaye jo mere
Teri palkon pe ho saaye jo mere
Naina ashq na ho
Aansu karte humein kamzor
Naina ashk na ho
Naina ashk na ho..
Tere liye saansein aaye
Teri liye jaaye, jaaye re.. jaaye re...
Tere liye saansein aaye
Teri liye jaaye, jaaye re.. jaaye re...
Rabba...
Rabba bairi se bichode jaane kisne banaye
Haaye re, haaye re, haaye re.. doori tadpaaye
Mere baad chaahe aaye yaad meri
Naina ashq na ho
comment:
p_commentcount